Download Kahani Suno 2.0 MP3 by Kaifi Khalil

Kaifi Khalil song Kahani Suno 2.0 is available to download in mp3 high quality. Mughay Piyaar hova tha is the popular song and also become title song of ARY drama. The song is available to download in audio mp3 free.
Download Mujhe Pyaar Hua Tha OST

Lyrics of Kahani Suno 2.0 Title Song
Kahani suno zubani sunoMujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Kahani suno zubani suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Deewana hua mastana hua
Teri chahat main kitna fasana hua
Tere aane ki khushbu tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega ab zamana hua
Sadayein suno jafayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Hai tammanna hamein
Tumhe dulhan bnayein
Tere haathon pe mehndi
Apne naam ki sajayein
Teri lele balayein tere sadke utarein
Hai tammanna hamein
Tumhe apna banayein
Nahi mushkil wafa Zara dekho yaha
Teri aankhon mein basta hai mera jahan
Kabhi sun to Zara jo main keh na saka
Meri dunia tumhi ho tumhi aasra
Duayein suno sazayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Kahani suno zubani suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Deewana hua mastana hua
Teri chaahat main kitna fasana hua
Tere aane ki khushbu tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega ab zamana hua
Sadayein suno tum jafayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Comments
Post a Comment